Wednesday, 20 June 2012

Naya Rajnatik Dal launched by youth


Parivartan 2014

Priya Bandhu
Ek aisa Rajnatik Dal ka ghathan hone jar aha hain jo aam aadmi dwara gathik hoga aur aam admi dwara hi parichalit hoga. Is Rajnitik dal ka mukhhe akarshan hoga:
Aam admi ke pas rahega Ummidwar Chunne ka Adhikar (Right To Select)Aam admi ke pas rahega Chune hue Ummidwaro ke kam ko assessment karne ka adhikar: (Right To Assess)Aam admi ke pas rahega chune hue Ummidwaro ko bahishkar karne ka adhikar. (Right to Recall).

Is Rajnitik Dal ka Parichalana kaise hoga? Is dal ko nettritwa kaun denge?
Is dal ke koi President ya Secretary nehi hoga. Har Loksabha Khsetra me 30-50 sadasyo ka ek Governing body banawa jaega jo is Dal ka Parichalana karenge. In Padadhikari Sadasyoka ke pad ka karyakal hoga sirf 4-6 mahina.Har Mahina is Governing Body ka 20% Sadasyo ka karyakal samapt ho jaega aur nawe yubao ko isme nettritwa dene ka absar milega.

Har Sangathan anusashan se hi safal hota hain. Is sangathanke ka anusshan kaise hoga?
Is Dal ka ek Sanbidhan rahega aur is sanbidhan ke niyam sabko mannye hoga.
Ye Byabasthae ke banana ke piche kaun hain?
Swargiye Rajiv Dixit ji se prerit hoke desh bhar se hazaro yubao ne milke ek newa byabastha banake ka angikar kiya hain.  Rajiv Dixit ji ( Janm 1965 – Parlok Gaman 2010) peshe se ek Baigyanik the jinhone sare such subidha aur sunhere Career chor ke aapna sampurn jeevan Bahart mata ki seva me arpit kar diye the. APJ Abdul Kalam ji ke sath bhi unhone projects me kaam kiye the.Yo ek aise hasti the jinhone Bharat ke samasyao pe abhutpurv research kiye aur Desh ke samasyo ka samadhan kaise ho sakta hain ispe adbhut research kiya.
Unka mat tha, ki aab Satta Badalne se desh me badlao nehi ayega, balki Byabasthayoka badlao karna parega. Unhone ek aisi Byabastha ka kalpane kiye the jisme aam admi ke dwara raj satta par sampurn ankush rahega aur raj satta yo hi karne ke liye majboor raheai jo aam admi chahega.
Unhi se prerit hoke desh bhar se hazaro yubao ne milke ek asia Rajnitik dal gathan kar rahe hain jo aam admi dwara, sampurn Loktantrik byabastho se parichalit hoga.
 
Is dal ke sath jurne se kya labh milega?

Humare desh me aaj agar sabse adhik koi jarurat hai to yo ache Nettritwo de sake aise logon ka , aur khas kar yubaon ka sakt jarurat hain. Agar aap Rashtr hit me achha kam karte hain to aap Yash ke bhagidar banege aur is Desh Ko Netritwa dene ka gaurav prapt karenge.

Achhe logon ka Rajniti me ane ka ye ek bahut acha platform hoga. Is Sangathan me kam karne walo ko adhik se adhik prohotsahan milega aur unhe age badhne keliye sare karyakarta prohotsahan denge.

Sirf ye hi nehi…is sangathan me aapke sare ache kaam ko logo tak pouchaya bhi jaega.


Is sangathan ke sath jurke kya kam karna parega?

Is Jankari ke liye kripaya sampark karein.


Is Sangathan ka abhyantarin  byabastha  (organistaional structure)  kaisa hoga?

Har Loksabha Khsetre me  30-50 Members ka ek ‘Governing Body’ ka pehle gathan kiye jaenge. Ye Governing Body Sangathan ko netriwa denge.

Iske atirikt is Sangathan me 10 members ka ek ‘Election Commission’ ka gathna kiya jaega. Is Commission ka daiyityo ye rahega ki Dal ke andar Jamat se kaam karneka jo niyam hain uska palan karwana aur agar uska ullanghan koi kare to uske o notice dena.

Dal ke Karyekartoyoko tin hisse me bata jaega:

Karyakarta jinke Pas Voting Rights Honge aur Supportres jinke pas Voting Rights nehi honge. Iske alawa Prishtposhak (Patrons) ka sthan rahega jinke pas Voting Rights nehi honge.


Voting Rights Kya hain aur ise prapt karne ka upay kya hain?

Kiunki ye Sangathan loktantra pe gathit hain atahs Sangathan me sare decisions voting se hi tae kiye jaenge. Sangathanik decesions ke voting rights sirf unko prapt rahenge jinko Bharat ka sahi itihas, Bharat ka Arthbyabastha, aur Bartaman samasyao ka jankari aur uska samadhan ka gyan hoga.

 Iske liye Sangathan ke taraf se 2 to 5 Cds ke pack diya jaega jisme Swargoye Rajiv Dixit dwara in sare bishayo pe bahut pramanik vyakhyan diye gayen hain. In kuch Cds ko dhyan se sunnne se hi kafi samajh ajaegi.

Har mahina me ek written or oral Pariksha ka awojan kiya jaega aur usme jo 60% se adhik ank laenge you party ke Voting rights ke adhikari ban jaenge. Ye bilkul nirapeksh pariksha hoga.

Jo 60% se niche ank laenge unhe phirse pariksha me baithne ka adhikar rahega.


Kya iska matlab hain ki unpad logo ka is Sangathan me koi jaga nehi hain?

Anpad log bhi is Sangathan ke Voting Rights prapt kar sakte hain. Unhe bas Rajiv Dixit ji ke Vyakhyan sunke sirf Oral examination dena hoga.


Yubao ka is Dal me kya mahetwe rahega?

Ye sangathan ka rachna Yubao dwara hi ho raha hain atah isme Yubao ka, aur khas ka,r College Students ka khas bhumika rahega.

Is dal me kaun nehi jur sakte hain?

Is dal ke samarthan me koi bhi kar sakta hain par Sangathan me unke stahn nehi honge jo Sharab pite hain, Jinke virudh Mukaadma chal raha hain ya jinke samajik chabi achha nehi hain.


Kya 2014 me ye party Election me ummidwar khara karenge?

2014 me ye Dal kafi sare Chunayi khsetre me ummidwar a khara karke unko jita ke Lok Sabha me bheje gi.


Kya sirf 2 sal me ek Nawa Rajnitik Dal  Chunao jeet sakta hain?

Aaj logo ke pas Vote dene ka sibah aur koi bhi adhikar nehi bachja hain. Aaj tak hume unko Vote dena parah jinko na hum jante hain, na ki jo Samaj me pramanik kuch kiye hain. Har bar Vote deke hume mayusi hath lagta hai ..par jab Jante ko pata hoga ki humre party ke ummidwar jitney ke bad bhi bhahishkar ho sajte hain to aam admi is Dal ke Ummidwar ko hi vote denge.


Aam admi ke pas rahega Apne Ummidwar Chunne ka Adhikar (Right To Select)

Kaise? Chunawo ke 2-3 mahina purv us saher/gaon me  Janmat Sangraha Camp baithaye jaenge jisme har nagarik apne pasand ke ummidwaro ke naam ka sujhayo de sakte hain. Isme jis ummidwar ko sabse adhik vote milenge wo ho hi chuname khare hone ka adhikari honge.


Aam admi ke pas rahega Chune hue Ummidwaro ke kam ka assessment karne ka adhikar: (Right To Assess)

Kaise?  Har Mahineke antim Ravibar ko ek purvnirdharit jaga pe chune hue ummdiwaro ke sath aam nagrik ka baithak hoga. Isme har nagrik ummidwaro se sawal kar sakte hain aur jawab talab karsakte hain. Ummidwaro ko har sawal ja jawab vistrit roop se parega. Har aisi baithak ke bad ek janmat liye jaega jisme baithak me aye hue har vyakti 1 se 100 ank me ummidwaro ke points denge.

Baithak ke ant me Ummidwrao ko is voting ka results declare kar diye jaenge jisse ki yo samjh sake ki unka upar aam admi ka Biswas  bara hain ya ghata hai. Ye vidhi ache Ummidware ke man ko encouragement dega aur jinke upar aam dmi ka biswas ghata hain unko sabdhan bhi karega.

Agar tin mahina lagatar ek ummdiwar ko 50 ank sekam milta hai to unke virodh me Abhiswas Prastav laya ja sakta hain. Abhiswas prastab me harne se unko apna pad se istifa dena parega.
Agar yo istifa nehi dete hain to unhe Dal se Bahiskar kiye jaenge. 


Aam admi ke pas rahega chune hue Ummidwaro ko bahishkar karne ka adhikar. (Right to Recall)

Agar 3 mahina lagatar ek ummidwar ko 50 ank se kam mile to unke virodh me Abishwas prastav laejaenge. Isme aam admi dwara voting hoga aur agar ummidwar ko 50% se niche ka ank milta hain to unhe istifa dena parega pad se. Agar yo istifa nehi dete hain to unhe Dal se Bahiskar kiye jaenge.

Is dal ke sath jurne se kya labh milega?
Humare desh me aaj agar sabse adhik koi jarurat hai to yo ache Nettritwo de sake aise logon ka , aur khas kar yubaon ka sakt jarurat hain. Agar aap Rashtr hit me achha kam karte hain to aap Yash ke bhagidar banege aur is Desh Ko Netritwa dene ka gaurav prapt karenge.Achhe logon ka Rajniti me ane ka ye ek bahut acha platform hoga. Is Sangathan me kam karne walo ko adhik se adhik prohotsahan milega aur unhe age badhne keliye sare karyakarta prohotsahan denge.Sirf ye hi nehi…is sangathan me aapke sare ache kaam ko logo tak pouchaya bhi jaega.

Is sangathan ke sath jurke kya kam karna parega?Is Jankari ke liye kripaya sampark karein.
Is Sangathan ka abhyantarin  byabastha  (organistaional structure)  kaisa hoga?
Har Loksabha Khsetre me  30-50 Members ka ek ‘Governing Body’ ka pehle gathan kiye jaenge. Ye Governing Body Sangathan ko netriwa denge.Iske atirikt is Sangathan me 10 members ka ek ‘Election Commission’ ka gathna kiya jaega. Is Commission ka daiyityo ye rahega ki Dal ke andar Jamat se kaam karneka jo niyam hain uska palan karwana aur agar uska ullanghan koi kare to uske o notice dena.Dal ke Karyekartoyoko tin hisse me bata jaega:Karyakarta jinke Pas Voting Rights Honge aur Supportres jinke pas Voting Rights nehi honge. Iske alawa Prishtposhak (Patrons) ka sthan rahega jinke pas Voting Rights nehi honge.
Voting Rights Kya hain aur ise prapt karne ka upay kya hain?
Kiunki ye Sangathan loktantra pe gathit hain atahs Sangathan me sare decisions voting se hi tae kiye jaenge. Sangathanik decesions ke voting rights sirf unko prapt rahenge jinko Bharat ka sahi itihas, Bharat ka Arthbyabastha, aur Bartaman samasyao ka jankari aur uska samadhan ka gyan hoga.
Iske liye Sangathan ke taraf se 2 to 5 Cds ke pack diya jaega jisme Swargoye Rajiv Dixit dwara in sare bishayo pe bahut pramanik vyakhyan diye gayen hain. In kuch Cds ko dhyan se sunnne se hi kafi samajh ajaegi.
Har mahina me ek written or oral Pariksha ka awojan kiya jaega aur usme jo 60% se adhik ank laenge you party ke Voting rights ke adhikari ban jaenge. Ye bilkul nirapeksh pariksha hoga. Jo 60% se niche ank laenge unhe phirse pariksha me baithne ka adhikar rahega.

Kya iska matlab hain ki unpad logo ka is Sangathan me koi jaga nehi hain?
Anpad log bhi is Sangathan ke Voting Rights prapt kar sakte hain. Unhe bas Rajiv Dixit ji ke Vyakhyan sunke sirf Oral examination dena hoga.

Yubao ka is Dal me kya mahetwe rahega?Ye sangathan ka rachna Yubao dwara hi ho raha hain atah isme Yubao ka, aur khas ka,r College Students ka khas bhumika rahega.

Is dal me kaun nehi jur sakte hain?
Is dal ke samarthan me koi bhi kar sakta hain par Sangathan me unke stahn nehi honge jo Sharab pite hain, Jinke virudh Mukaadma chal raha hain ya jinke samajik chabi achha nehi hain.

Kya 2014 me ye party Election me ummidwar khara karenge?
2014 me ye Dal kafi sare Chunayi khsetre me ummidwar a khara karke unko jita ke Lok Sabha me bheje gi.
Kya sirf 2 sal me ek Nawa Rajnitik Dal  Chunao jeet sakta hain?
Aaj logo ke pas Vote dene ka sibah aur koi bhi adhikar nehi bachja hain. Aaj tak hume unko Vote dena parah jinko na hum jante hain, na ki jo Samaj me pramanik kuch kiye hain. Har bar Vote deke hume mayusi hath lagta hai ..par jab Jante ko pata hoga ki humre party ke ummidwar jitney ke bad bhi bhahishkar ho sajte hain to aam admi is Dal ke Ummidwar ko hi vote denge.

Aam admi ke pas rahega Apne Ummidwar Chunne ka Adhikar (Right To Select)
Kaise? Chunawo ke 2-3 mahina purv us saher/gaon me  Janmat Sangraha Camp baithaye jaenge jisme har nagarik apne pasand ke ummidwaro ke naam ka sujhayo de sakte hain. Isme jis ummidwar ko sabse adhik vote milenge wo ho hi chuname khare hone ka adhikari honge.

Aam admi ke pas rahega Chune hue Ummidwaro ke kam ka assessment karne ka adhikar: (Right To Assess)
Har Mahineke antim Ravibar ko ek purvnirdharit jaga pe chune hue ummdiwaro ke sath aam nagrik ka baithak hoga. Isme har nagrik ummidwaro se sawal kar sakte hain aur jawab talab karsakte hain. Ummidwaro ko har sawal ja jawab vistrit roop se parega. Har aisi baithak ke bad ek janmat liye jaega jisme baithak me aye hue har vyakti 1 se 100 ank me ummidwaro ke points denge. Baithak ke ant me Ummidwrao ko is voting ka results declare kar diye jaenge jisse ki yo samjh sake ki unka upar aam admi ka Biswas  bara hain ya ghata hai. Ye vidhi ache Ummidware ke man ko encouragement dega aur jinke upar aam dmi ka biswas ghata hain unko sabdhan bhi karega.Agar tin mahina lagatar ek ummdiwar ko 50 ank sekam milta hai to unke virodh me Abhiswas Prastav laya ja sakta hain. Abhiswas prastab me harne se unko apna pad se istifa dena parega.Agar yo istifa nehi dete hain to unhe Dal se Bahiskar kiye jaenge.

Aam admi ke pas rahega chune hue Ummidwaro ko bahishkar karne ka adhikar. (Right to Recall)Agar 3 mahina lagatar ek ummidwar ko 50 ank se kam mile to unke virodh me Abishwas prastav laejaenge. Isme aam admi dwara voting hoga aur agar ummidwar ko 50% se niche ka ank milta hain to unhe istifa dena parega pad se. Agar yo istifa nehi dete hain to unhe Dal se Bahiskar kiye jaenge.



No comments:

Post a Comment